parveen shakir famous poetry

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18


ik chamak sy to nazar aye hy apny khak main  muj p b shayd tawaja ky nazar hony ko hy

ik chamak sy to nazar aye hy apny khak main
muj p b shayd tawaja ky nazar hony ko hy


Band kamray main kabhi mery tarha   sham k waqt wo roya k nahi

Band kamray main kabhi mery tarha
sham k waqt wo roya k nahi


Main dhal liye simat e adoo dekh rahy thy   palty to mery pusht p talwar gary thy

Main dhal liye simat e adoo dekh rahy thy
palty to mery pusht p talwar gary thy


Ik umr jisay khwab ki manind hi dekha   choonay ko mila hay to preshan bohat hy

Ik umr jisay khwab ki manind hi dekha
choonay ko mila hay to preshan bohat hy


Be watan kehlaye apnay des main   apnay ghar main reh k be ghar ho gaye

Be watan kehlaye apnay des main
apnay ghar main reh k be ghar ho gaye


Is khof say wo sath nibhanay kay haq main hy   kho kar muj ye larky kahen dukh say mar na jaye

Is khof say wo sath nibhanay kay haq main hy
kho kar muj ye larky kahen dukh say mar na jaye


Mumkin hay bagh ko bhi nikalty ho koi rah   is shehr bay shajar to bohat besamar na jan

Mumkin hay bagh ko bhi nikalty ho koi rah
is shehr bay shajar to bohat besamar na jan


Befaiz rafaqat main samar kis kay liye tha   jab dhoop thy qismat to shajar kis kay liye tha

Befaiz rafaqat main samar kis kay liye tha
jab dhoop thy qismat to shajar kis kay liye tha


Ishq nay seekh he ly waqt ky taqseem k ab   wo muj yad to karta hy magr kam k bad

Ishq nay seekh he ly waqt ky taqseem k ab
wo muj yad to karta hy magr kam k bad


Raston ka ilm tha ham ko na simton ky khabr    shehr namaloom ki chahat magr kartay rahay

Raston ka ilm tha ham ko na simton ky khabr
shehr namaloom ki chahat magr kartay rahay


Jab banam dil gawahy sar ky mangy jaye gy   khoon main dooba huwa parcham hamara dekhna

Jab banam dil gawahy sar ky mangy jaye gy
khoon main dooba huwa parcham hamara dekhna


Bhariay muj ko kahan pa saktay   wo agr mery hifazat krta

Bhariay muj ko kahan pa saktay
wo agr mery hifazat krta


2 comments for “parveen shakir famous poetry

Leave a Reply