parveen shakir famous poetry

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18


Us ky ankhen bhi kahay dety then   raat bhr wo bhi na soya logo

Us ky ankhen bhi kahay dety then
raat bhr wo bhi na soya logo


us say ik bar to roothon main usy ky manind  aur mery terha say wo mujko manany aye

us say ik bar to roothon main usy ky manind
aur mery terha say wo mujko manany aye


Wo kahen bhi gaya to lota to mery pas aya   bas yahy bat hay achy mery harjaey ky

Wo kahen bhi gaya to lota to mery pas aya
bas yahy bat hay achy mery harjaey ky


Wo kya gya k rafaqat k sary lutf gay   main kis say rooth sakun gy kisy manaun gy

Wo kya gya k rafaqat k sary lutf gay
main kis say rooth sakun gy kisy manaun gy


Wo muj ko chor k jis aadmy k pas gya   barabry ka bhi hota to sabr ajata

Wo muj ko chor k jis aadmy k pas gya
barabry ka bhi hota to sabr ajata


Wo na aye ga hamen maloom tha us sham magar   intazar us ka mgr kuch soch kr kartay rahay

Wo na aye ga hamen maloom tha us sham magar
intazar us ka mgr kuch soch kr kartay rahay


Wo to jan lay k bhi wesa he subak nam raha   ishaq kay bab main sab jurm hamary nikly

Wo to jan lay k bhi wesa he subak nam raha
ishaq kay bab main sab jurm hamary nikly


Yad kar k muj nam ho gaye hon gy palken   ankh main par gya kuch keh k ye tala hoga

Yad kar k muj nam ho gaye hon gy palken
ankh main par gya kuch keh k ye tala hoga


2 comments for “parveen shakir famous poetry

Leave a Reply