parveen shakir famous poetry

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18


Usy koochy main kae us k shanasa bhi to hain   Wo kisy aur say milnay k bahany aye

Usy koochy main kae us k shanasa bhi to hain
Wo kisy aur say milnay k bahany aye


qurya jan main koi phool khilany aye   wo mery dil p  nya zakhm lagany aye

qurya jan main koi phool khilany aye
wo mery dil p nya zakhm lagany aye


Utar rahy hain ajab khusbhuyen rag o pay main   ye kisy choo k mery sheher main hawa aye

Utar rahy hain ajab khusbhuyen rag o pay main
ye kisy choo k mery sheher main hawa aye


ronaq e bazar o mehfil kam nhy hy aj bhi  sanha is shehr main koi mgr hony ko hy

ronaq e bazar o mehfil kam nhy hy aj bhi
sanha is shehr main koi mgr hony ko hy


Wo jab aye ga to phir us ky rafaqat kay liye   mosam e gul mery aangan main utar jaye ga

Wo jab aye ga to phir us ky rafaqat kay liye
mosam e gul mery aangan main utar jaye ga


Sapurd kar ka usay chandny kay hathon main   main apny ghar kay andheron ko lot aun gy

Sapurd kar ka usay chandny kay hathon main
main apny ghar kay andheron ko lot aun gy


Wo mera nam liye jaye aur main us ka nam   lahoo main gooj raha hy pukar ka mosam

Wo mera nam liye jaye aur main us ka nam
lahoo main gooj raha hy pukar ka mosam


sar chupayn to badn khulta hy  zeest muflis ky rida ho jesy

sar chupayn to badn khulta hy
zeest muflis ky rida ho jesy


2 comments for “parveen shakir famous poetry

Leave a Reply