parveen shakir famous poetry

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18


Mosmy bayl thy main sookh gaye   wo tanawar darkht phalta rha

Mosmy bayl thy main sookh gaye
wo tanawar darkht phalta rha


Us ky muthy main boht roz raha meran wajood   mery sahir say kaho ab muj azad kary

Us ky muthy main boht roz raha meran wajood
mery sahir say kaho ab muj azad kary


mott ky ahat sunaey day rhy hy dil main ku kya muhabat say  bohat khaly ye ghar honay ko hy

mott ky ahat sunaey day rhy hy dil main ku kya muhabat say
bohat khaly ye ghar honay ko hy


Us nay dekha he nahy warna ye ankh   dil ka ahwal kaha karty hy

Us nay dekha he nahy warna ye ankh
dil ka ahwal kaha karty hy


Muj say bichra tha wo pehlay bhi magar   ab kay ye zakhm nya ho jesy

Muj say bichra tha wo pehlay bhi magar
ab kay ye zakhm nya ho jesy


Us nay jalty huwy peshany p jan hath rakha   rooh tak aagaye taseer maseehaey ky

Us nay jalty huwy peshany p jan hath rakha
rooh tak aagaye taseer maseehaey ky


Oron ka hath thamo unhen rasta dikhao   main bhool jaun apna hy ghar tumko is say kya

Oron ka hath thamo unhen rasta dikhao
main bhool jaun apna hy ghar tumko is say kya


us say ik bar to roothon main usy ky manind  aur mery terha say wo mujko manany aye

us say ik bar to roothon main usy ky manind
aur mery terha say wo mujko manany aye


2 comments for “parveen shakir famous poetry

Leave a Reply