Noshi Gilani Poetry

Pages: 1 2 3 4 5

Umar ke jazeeray par,  gham ki hukmrani hy

Umar ke jazeeray par,
gham ki hukmrani hy

Wo bhi khamosh tha judai par,  ham ne bhi zabt kar lia logo

Wo bhi khamosh tha judai par,
ham ne bhi zabt kar lia logo

Yahan pe kon andheron main sath chalta hy,  tu ab bhi sath meray hy ye mehrbani teri

Yahan pe kon andheron main sath chalta hy,
tu ab bhi sath meray hy ye mehrbani teri

Ye aur bat hamen dosti na ras aaye,  hawa thi sath to khushboo maqam rakhtay thay

Ye aur bat hamen dosti na ras aaye,
hawa thi sath to khushboo maqam rakhtay thay

Ye kesa khwab tha dharka sa lag gya dil ko,  ke aik shakhs pareshan meri talash main hy

Ye kesa khwab tha dharka sa lag gya dil ko,
ke aik shakhs pareshan meri talash main hy

Zabt e gham ne bacha lia warna,  ham koi dastan ho jatay

Zabt e gham ne bacha lia warna,
ham koi dastan ho jatay

Leave a Reply