Noshi Gilani Poetry

Pages: 1 2 3 4 5

Koi barish thi badgumani ki,  sary kaghaz he dil ke geelay thay

Koi barish thi badgumani ki,
sary kaghaz he dil ke geelay thay

Main bachpan ke kisi lamgay main ruk kar,  koi jugnoo pakarna chahti hun

Main bachpan ke kisi lamgay main ruk kar,
koi jugnoo pakarna chahti hun

Main bad dua to nahi de rahi hun usko magar,  dua yahi hy usay muj sa ab koi na milay

Main bad dua to nahi de rahi hun usko magar,
dua yahi hy usay muj sa ab koi na milay

Mery khawabon ko rakh kar dala,  aur apnay sanbhal kar rakhay

Mery khawabon ko rakh kar dala,
aur apnay sanbhal kar rakhay

Mohabat ik nidamant ban gai hy,  hamari mukhtasir si dastan hy

Mohabat ik nidamant ban gai hy,
hamari mukhtasir si dastan hy

Muj nadeeda raston par safar ka shoq bhi tha,  thakan paon se lipti hy to marnay kyun lagi hun

Muj nadeeda raston par safar ka shoq bhi tha,
thakan paon se lipti hy to marnay kyun lagi hun

Mushkil ban kar toot pari hy dil par ye tanhai,  ab janay ye kab tak lsko apnay jal main rakhay

Mushkil ban kar toot pari hy dil par ye tanhai,
ab janay ye kab tak lsko apnay jal main rakhay

Leave a Reply