Noshi Gilani Poetry

Pages: 1 2 3 4 5

‘Noshi Gilani Poetry’ is a a collection of remarkable and wonderful sad poetry from the Pakistani born American citizen Noshi Gillani. Unlike most literay figures, Noshhi Gilani is a living celebrity and literary legend of Urdu Poetry. Her poetic talent and creative imagination has also been translated into other languages.

Her language remains simple like Wasi Shah, Parveen Shakir, Munir Niazi(to some extent), Sahir Ludhyanvi and John Ailia etc. The youthful poetess has excelled in diction, style and the traditional inferences of love. The same inferences were expressed by Mirza Asadullah Khan Ghalib in a rich style and high diction. So, ‘Noshi Gilani Poetry’is appreciated and enjoyed. It can be easily understood without loosing charm and depth.

Her poetry, in most parts, is about the emotional, love, sadness, gloom, dejection and society primarily.

Ab apnay faislay par khud ulajhny kyun lagi hun,  zara si bat par itna bikharnay ku lagi hun

Ab apnay faislay par khud ulajhny kyun lagi hun,
zara si bat par itna bikharnay ku lagi hun

Abhi kahan fursat e mohabat,  abhi main kar e jahan main gum hun

Abhi kahan fursat e mohabat,
abhi main kar e jahan main gum hun

Ana ki ret shamil ho gai hy,  hawa se guftagoo ab raygan hy

Ana ki ret shamil ho gai hy,
hawa se guftagoo ab raygan hy

Azab e hijar ab wapis palat ja,  bohat din sath mery reh liya hy

Azab e hijar ab wapis palat ja,
bohat din sath mery reh liya hy

Badan ki rakh tak bhi raston main na bachay gi,  barasti barishon main yun sulagnay kyun lagi hun

Badan ki rakh tak bhi raston main na bachay gi,
barasti barishon main yun sulagnay kyun lagi hun

Dil jo ik dost tha magar wo bhi,  chup ka pathar hy bolta he nahi

Dil jo ik dost tha magar wo bhi,
chup ka pathar hy bolta he nahi

Garcha ab tark e marasim ko boht der huwi,  ab bhi wo meri ijazat se muj sochta hy

Garcha ab tark e marasim ko boht der huwi,
ab bhi wo meri ijazat se muj sochta hy

Ghazab ka khof hy tanhayon main,  ab apnay aap se darnay lagi hun

Ghazab ka khof hy tanhayon main,
ab apnay aap se darnay lagi hun

Leave a Reply