Nasir Kazmi Sad Poetry

Pages: 1 2 3 4

Kabhi roye kabhi tuj ko pukara,  shab e furqat badi mushkil say guzri

Kabhi roye kabhi tuj ko pukara,
shab e furqat badi mushkil say guzri

Kahan hy tu kay tery intazar main aye dost,  tamam rat sulagty hain dil kay weerany

Kahan hy tu kay tery intazar main aye dost,
tamam rat sulagty hain dil kay weerany

Kahan se layee ab us nigah ko nasir,  jo natamam umangen dilon main chod gayee

Kahan se layee ab us nigah ko nasir,
jo natamam umangen dilon main chod gayee

Kahan tak tab laye natwan dil,  kay sadmay ab musalsal ho gaye hain

Kahan tak tab laye natwan dil,
kay sadmay ab musalsal ho gaye hain

Kya se kya ho gayee dunya pyary,  tu wahen par he jahan tha pehlay

Kya se kya ho gayee dunya pyary,
tu wahen par he jahan tha pehlay

Mera dil khoogar e toofan he warna,  ye kashti barha sahil say guzri

Mera dil khoogar e toofan he warna,
ye kashti barha sahil say guzri

Nasir ham ko rat mila tha tanha aur udas,  wahi purani baten us ki wahi purana rog

Nasir ham ko rat mila tha tanha aur udas,
wahi purani baten us ki wahi purana rog

Pages: 1 2 3 4

Leave a Reply