Nasir Kazmi Sad Poetry

Pages: 1 2 3 4

Nasir Kazmi Sad Poetry may be ranked among one of the best Urdu poetry collections. We have carefully selected two line verses of Nasir Kazmi’s poetry that has a reflection of sadness from any aspect whether personal or collective. His verses are lovable. Below are the selected sad poetry verses of Nasir Kazmi:

Aisa mushkil nahi tera milna,  dil magar justujoo kary phir to

Aisa mushkil nahi tera milna,
dil magar justujoo kary phir to

Be kaif o be nishat na thi is qadar hayat,  jeena agarcha ishq main aasan kabhi na tha

Be kaif o be nishat na thi is qadar hayat,
jeena agarcha ishq main aasan kabhi na tha

Beth kar saya e gul main nasir,  ham bohat roye jab wo yad aya

Beth kar saya e gul main nasir,
ham bohat roye jab wo yad aya

Bohat sada he tu aur zamana hy ayar,  khuda kary kay tuj shehr ki hawa na lagay

Bohat sada he tu aur zamana hy ayar,
khuda kary kay tuj shehr ki hawa na lagay

Chot khaye he barha lakin, aaj to dard he ajeeb koi

Chot khaye he barha lakin, aaj to dard he ajeeb koi

Dekhtay dekhtay taron ka safar khatm huwa,  sogya chand magar neend na aaye muj ko

Dekhtay dekhtay taron ka safar khatm huwa,
sogya chand magar neend na aaye muj ko

Dil main ab kya raha he tery bad,  ik sunsan rah guzar see hy

Dil main ab kya raha he tery bad,
ik sunsan rah guzar see hy

Dil to mera udas he nasir,  shehr kyun sayen sayen karta hy

Dil to mera udas he nasir,
shehr kyun sayen sayen karta hy

Pages: 1 2 3 4

Leave a Reply