Nasir Kazmi Love Poetry

Pages: 1 2 3

Nasir Kazmi love poetry is ranked amongst the best of Urdu love poetry. We have collected only the greatest two line poetry from the popular books of Nasir Kazmi’s poems. We have enriched the beauty of Nasir Kazmi’s poetry with inspiring and creative graphics which do portray the simple yet delicate style of Nasir’s way of expressing the complicated love related matters of human psyche.

Abhi aur kitni hy meyad e gham,  kahan tak milen gay wafa ke sily

Abhi aur kitni hy meyad e gham,
kahan tak milen gay wafa ke sily

Aj mushkil tha sanbhalna aye dost, tu museebat main ajab yad aye

Aj mushkil tha sanbhalna aye dost,
tu museebat main ajab yad aye

Aye dost ham nay tark e mohabat ke bawjood, mehsoos ki he teri zroorat kabhi kabhi

Aye dost ham nay tark e mohabat ke bawjood,
mehsoos ki he teri zroorat kabhi kabhi

Baharen lay ke aye the jahan tum, wo ghar sunsan jangal ho gay hain

Baharen lay ke aye the jahan tum,
wo ghar sunsan jangal ho gay hain

Dil tery bad so gya warna, shor tha is makan main kya kya kuch

Dil tery bad so gya warna,
shor tha is makan main kya kya kuch

Hasil e ishq tera husn e pasheman he sahi, meri hasrat teri surat se numayan he sahi

Hasil e ishq tera husn e pasheman he sahi,
meri hasrat teri surat se numayan he sahi

Khoya hy usay jis ka badal koi nahi hy, ye bat magar kon sune lakh pukaro

Khoya hy usay jis ka badal koi nahi hy,
ye bat magar kon sune lakh pukaro

Kahen tum aur kahen ham kya ghazab hy, faraq e jism o jan dekha na jaye

Pages: 1 2 3

Leave a Reply