Munir Niazi Sad Poetry Urdu

Pages: 1 2 3 4 5

Munir Niazi Sad Poetry Urdu is amongst the best sad poetry in Urdu. Poetry lovers, as always is the case with them, look out for something emotionally attractive enough to associate it with their own loss of love either lost as a sacrifice or for a much greater cause. This is the very trait of Munir Niazi’s Sad Poetry because the readers are bound by emotions and they may not stir as long as they are in the mood to read the emotionally pressing poetry. We have collected, in this page, bits of Munir Niazi’s poetry that may be read as sad and gloomy in nature of their meaning. The collection contained within https://studybee.net ; however, is an outcome of the personal research of the contributors of this site. We believe in originality of research. Enjoy these verses and share us.

Aaty hy saza ban kay yad apni haqeeqat ki, khawahish kay jahanum main ik cheekh musarat ki-Munir Niazi Sad Poetry

Ab kon muntazir hy hamary liye wahan, sham agye hy lot ghar jayen ham to kya-Munir Niazi Sad Poetry

Adat he bana li he tum nay to munir apny, jis shehr main bhi rehna uktaye huwy rehna-Munir Niazi Sad Poetry

Agar rok lety to jata no wo, magar ham bhi apny hawaon main thay-Munir Niazi Sad Poetry

Agar wohi tha to rukh pay wo berukhy kya thi, zara say hijr main ye inqlab kyun aya-Munir Niazi Sad Poetry

Aik aisa shakhs banta ja raha hu main munir, jis nay khud par band husn o jam o bada kar lia-Munir Niazi Sad Poetry

Aik aur darya ka samna tha muj ko munir, main aik darya kay par utra ko main nay dekha-Munir Niazi Sad Poetry

Awaz day kay dekh lo shayed wo mil he jaye, warna ye umar bhar ka safar raygan to hy-Munir Niazi Sad Poetry

2 comments for “Munir Niazi Sad Poetry Urdu

Leave a Reply