Munir Niazi Love Poetry

Pages: 1 2 3 4 5

Ham hain misal e abr magar is hawa say ham,  dar kar simat he jayen gay aisay bhi nahi ham

Ham hain misal e abr magar is hawa say ham,
dar kar simat he jayen gay aisay bhi nahi ham

ik sham si kar rakhna kajal kay karishme se, ik chand sa ankhon main chamkaye huwe rehna

ik sham si kar rakhna kajal kay karishme se,
ik chand sa ankhon main chamkaye huwe rehna

ik sham sy kar rakhna kajal k karishmay se,  ik chand sa ankhon main chamkaye huwy rehna

ik sham sy kar rakhna kajal k karishmay se,
ik chand sa ankhon main chamkaye huwy rehna

is husn ka shewa hai, jab ishq nazar aye، parday main chaly jana,  sharmaye huwy rehna

is husn ka shewa hai, jab ishq nazar aye، parday main chaly jana,
sharmaye huwy rehna

kon tha tu kay phir na dekha tujhe,  mit gaya Khawab aankh maltay he

kon tha tu kay phir na dekha tujhe,
mit gaya Khawab aankh maltay he

neend ka halka ghulabi sa khumar ankhon main tha,  yun laga jaisy wo shab ko der tak soya nahi

neend ka halka ghulabi sa khumar ankhon main tha,
yun laga jaisy wo shab ko der tak soya nahi

Leave a Reply