Mirza Ghalib Selected Love Poetry

Pages: 1 2 3 4

Be khudi be sabab nahi ghalib,  kuch to hy jis ki parda dari hy

Be khudi be sabab nahi ghalib,
kuch to hy jis ki parda dari hy

Ishq ne ghalib nikama kar dia,  warna ham bhi admi thay kam ke

Ishq ne ghalib nikama kar dia,
warna ham bhi admi thay kam ke

Mat pooch ke kya hal hy mera tery pechy,  tu dekh ke kya rang he tera mery agay

Mat pooch ke kya hal hy mera tery pechy,
tu dekh ke kya rang he tera mery agay

Nikalna khald se adam ka suntay aye hain lakin,  bohat be aabroo ho kar tery koochay se ham niklay

Nikalna khald se adam ka suntay aye hain lakin,
bohat be aabroo ho kar tery koochay se ham niklay

Peenay de sharab masjid main beth ke,  ya wo jaga bata jahan par khuda nahi

Peenay de sharab masjid main beth ke,
ya wo jaga bata jahan par khuda nahi

Ragon main dorty rehny kay ham nahi qayal,  jo ankh he se na tapka wo lahoo kya hy

Ragon main dorty rehny kay ham nahi qayal,
jo ankh he se na tapka wo lahoo kya hy

Ronay se aur ishq main be bak ho gaye,  dhoye gaye ham aisy ke bas pak ho gaye

Ronay se aur ishq main be bak ho gaye,
dhoye gaye ham aisy ke bas pak ho gaye

Pages: 1 2 3 4

7 comments for “Mirza Ghalib Selected Love Poetry

Leave a Reply