Mirza Ghalib Selected Love Poetry

Pages: 1 2 3 4

Khuda wo waqt na laye k sogwar ho tu   sakun ki neend tuj bhi haram ho jaye (Mirza Ghalib-Love Poetry)

Khuda wo waqt na laye k sogwar ho tu
sakun ki neend tuj bhi haram ho jaye (Mirza Ghalib-Love Poetry)

Lagay gar sang sar par yar kay dastay nigaren say, bajaye zakhm,  gul bar gosha dastar peda ho(Mirza Ghalib-Love Poetry)

Lagay gar sang sar par yar kay dastay nigaren say, bajaye zakhm,
gul bar gosha dastar peda ho(Mirza Ghalib-Love Poetry)

Lo wo bhi kehtay hain kay ye be nanag o nam hy,  ye janta agar to lutata na ghar ko main(Mirza Ghalib-Love Poetry)

Lo wo bhi kehtay hain kay ye be nanag o nam hy,
ye janta agar to lutata na ghar ko main(Mirza Ghalib-Love Poetry)

Main jo kehta hun k ham lain gay kayamat main tuj,  kis raoonat say wo kehtay hain k main hoor nahi(Mirza Ghalib-Love Poetry)

Main jo kehta hun k ham lain gay kayamat main tuj,
kis raoonat say wo kehtay hain k main hoor nahi(Mirza Ghalib-Love Poetry)

Wafa kesy kahan ka ishq jab sar phorna thehra,  to phir aye sangdil tera he sang astan kyun ho(Mirza Ghalib-Love Poetry)

Wafa kesy kahan ka ishq jab sar phorna thehra,
to phir aye sangdil tera he sang astan kyun ho(Mirza Ghalib-Love Poetry)

Tum say beja hy muj apny tabahy ka gila,  us main kuch shaba  khoobiye taqdeer bhi tha(Mirza Ghalib-Love Poetry)

Tum say beja hy muj apny tabahy ka gila,
us main kuch shaba khoobiye taqdeer bhi tha(Mirza Ghalib-Love Poetry)

Qasid kay atay atay khat ik aur likh rakhoon, main janta hun,  jo wo likhen gay jawab main(Mirza Ghalib-Love Poetry)

Qasid kay atay atay khat ik aur likh rakhoon, main janta hun,
jo wo likhen gay jawab main(Mirza Ghalib-Love Poetry)

Tery waday par jiye ham, to ye jan jhoot jana,  kay khushy say mar na jaty agar aetbar hota(Mirza Ghalib-Love Poetry)

Tery waday par jiye ham, to ye jan jhoot jana,
kay khushy say mar na jaty agar aetbar hota(Mirza Ghalib-Love Poetry)

Yahi hy azmana to satana kis ko kehtay hain,  adoo kay ho liye jab tum to mera imtehan kyun ho(Mirza Ghalib-Love Poetry)

Yahi hy azmana to satana kis ko kehtay hain,
adoo kay ho liye jab tum to mera imtehan kyun ho(Mirza Ghalib-Love Poetry)

Zulm karna gadaye aashiq par,  nahi shahan husan ka dastoor(Mirza Ghalib-Love Poetry)

Zulm karna gadaye aashiq par,
nahi shahan husan ka dastoor(Mirza Ghalib-Love Poetry)

Pages: 1 2 3 4

7 comments for “Mirza Ghalib Selected Love Poetry

Leave a Reply