Mirza Ghalib Sad Poetry

Pages: 1 2 3 4

Thy wo ik shakhs kay tasawur say, ab wo ranai khayal kahan(Mirza Ghalib-Sad Poetry)

Thy wo ik shakhs kay tasawur say, ab wo ranai khayal kahan(Mirza Ghalib-Sad Poetry)

Ab kis kis ki misal dun tum ko,  har sitam be misal kartay ho

Ab kis kis ki misal dun tum ko,
har sitam be misal kartay ho

Aj ham apni pareshani e khatir un se,  kehnay jaty to hain par dekhiye kya kehtay hain

Aj ham apni pareshani e khatir un se,
kehnay jaty to hain par dekhiye kya kehtay hain

Bas ke dushwar hy har kam ka asan hona,  admi ko bhi muyasir nahi insan hona

Bas ke dushwar hy har kam ka asan hona,
admi ko bhi muyasir nahi insan hona

Be dar o dewar sa ik ghar banana chahiye,  koi hamsaya na ho aur pasban koi na ho

Be dar o dewar sa ik ghar banana chahiye,
koi hamsaya na ho aur pasban koi na ho

Dil e nadan tuj huwa kya hy,  aakhir is dard ki dawa kya hy

Dil e nadan tuj huwa kya hy,
aakhir is dard ki dawa kya hy

Dukh de kar sawal kartay ho,  tum bhi ghalib kamal kartay ho

Dukh de kar sawal kartay ho,
tum bhi ghalib kamal kartay ho

Pages: 1 2 3 4

1 comment for “Mirza Ghalib Sad Poetry

Leave a Reply