Love Poetry in Urdu with Pictures

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23

Ham intazar karen gay tera qayamat tak   khuda kary k qayamat ho aur tu aye

Ham intazar karen gay tera qayamat tak
khuda kary k qayamat ho aur tu aye


Main apnay hisay k sukh jis k nam kr dalun   koi to ho jo muj is trha ka pyara ho

Main apnay hisay k sukh jis k nam kr dalun
koi to ho jo muj is trha ka pyara ho


Ham nay dil day bhi dia ehd e wafa lay bhi liya   ap ab shoq say dy len jo saza dety hain

Ham nay dil day bhi dia ehd e wafa lay bhi liya
ap ab shoq say dy len jo saza dety hain


Mery weeran dareechon main b khushboo jagay  wo mery ghar k daro bam sajany aye

Mery weeran dareechon main b khushboo jagay
wo mery ghar k daro bam sajany aye


Har trha kay jazbat ka elan hain ankhen   shabnam kabhi shola kabhi tofan hain ankhen

Har trha kay jazbat ka elan hain ankhen
shabnam kabhi shola kabhi tofan hain ankhen


Mojen baham huwy to kinara nahi raha   aankhon main koi khwab dobara nahi raha

Mojen baham huwy to kinara nahi raha
aankhon main koi khwab dobara nahi raha


Itny haseen itny jawan rat kya karen   jagay hain kuch ajeeb say jazbat kya karen

Itny haseen itny jawan rat kya karen
jagay hain kuch ajeeb say jazbat kya karen


Muj ko takmeel samajny wala  apny  miyar main badla k nahy

Muj ko takmeel samajny wala apny
miyar main badla k nahy

2 comments for “Love Poetry in Urdu with Pictures

Leave a Reply