Jawab e Shikwa English

Pages: 1 2 3 4 5 6

Kis ki aankhon main samaya hai sh’aar e aghyar, Ho gai kis ki nigah tarz-e-salaf se bezar?

Kis ki aankhon main samaya hai sh’aar e aghyar,
Ho gai kis ki nigah tarz-e-salaf se bezar?

Fortieth Verse of Jawab e Shikwa English

Who idealizes the traditions of the non-believers?
Who has disowned the ways followed by your forefathers?

Qalb main soz nahi, rooh main ehsas nahi, Kuch bhi paigham-e-Muhammad (S.A.W.) ka tumhen paas nahi

Qalb main soz nahi,
rooh main ehsas nahi, Kuch bhi paigham-e-Muhammad (S.A.W.) ka tumhen paas nahi

Forty first Verse of Jawab e Shikwa English

There is no longing in your hearts now, your souls devoid of feeling
The respect of the message delivered by Muhammad (SAW) is no more.

Ja ke hoty hain masajid main saf ara, to ghareeb, Zehmat e roza jo karty hain gawara, to ghareeb

Ja ke hoty hain masajid main saf ara, to ghareeb,
Zehmat e roza jo karty hain gawara, to ghareeb

Forty second Verse of Jawab e Shikwa English

It is the poor alone that to the mosques go,
The hardships of fasting they bear alone.

Naam leta hai agar koi hamara, to ghareeb, Pardah rakhta hai agar koi tumhara, to ghareeb

Naam leta hai agar koi hamara, to ghareeb,
Pardah rakhta hai agar koi tumhara, to ghareeb

Forty third Verse of Jawab e Shikwa English

Only the poor regard my name still,
They alone cover your shame.

Umra nasha e dolat main hain ghafil ham se, Zinda hai millat e baiza ghurba ky dam Se

Umra nasha e dolat main hain ghafil ham se,
Zinda hai millat e baiza ghurba ky dam Se

Forty forth Verse of Jawab e Shikwa English

The rich, drunk and lost in their wealth, have forgotten their God
The Muslim Millat is kept alive due to the faith the poor put at show.

Waa’z e qom ki wo pukhta khayali na rahi, Barq tabai na rahi, shola maqali na rahi

Waa’z e qom ki wo pukhta khayali na rahi,
Barq tabai na rahi, shola maqali na rahi

Forty fifth Verse of Jawab e Shikwa English

The Muslim preacher has no more that mature vision,
He has lost that enlightened lips and flaming soul.

Leave a Reply