Jawab e Shikwa English

Pages: 1 2 3 4 5 6

Thay to aabaa wo tumhary he magar tum kya ho,

Thay to aabaa wo tumhary he magar tum kya ho,
hath par hath dhary muntazir e farda ho

Thirty Third Verse of Jawab e Shikwa English

Indeed those people were your ancestors, but are you like them?
You are passing your days in idleness while waiting for another morrow.

Kia kaha behr e musalman hy faqat waada e hoor,

Kia kaha behr e musalman hy faqat waada e hoor,
shikwa be ja bhi kary koi to lazim hy shaoor

Thirty Fourth Verse of Jawab e Shikwa English

And you say that I mere promise of heavenly beauties for the Muslims!
Wisdom is needed even if someone complaints without reason and logic.

Adal hy fatir e hasti ka azal se dastoor,

Adal hy fatir e hasti ka azal se dastoor,
muslim aain huwa kafir to milay hoor o qasoor

Thirty Fifth Verse of Jawab e Shikwa English

Justice is the eternal law of the universe,
Why should the Muslims be bestowed with grace of God when their lives are no different from non-believers?

Tum main hooron ka koi chahnay wala he nahi,

Tum main hooron ka koi chahnay wala he nahi,
jalwa toor to mojood hy moosa he nahi

Thirty Sixth Verse of Jawab e Shikwa English

None among the Muslims desires Hoors, the women of paradise,
The mountain of Tur offers its sight but there is no one like Moses.

Manfa’at aik hy is qom ki nuqsan bhi aik,

Manfa’at aik hy is qom ki nuqsan bhi aik,
aik he sab ka nabi deen bhi iman bhi aik

Thirty Seventh Verse of Jawab e Shikwa English

Both the profit and loss of this nation, Muslims, is common for them all,
For one is their prophet (PBUH), religion and faith.

Haram e pak bhi Allah bhi Quraan bhi aik,

Haram e pak bhi Allah bhi Quraan bhi aik,
kya bari baat thi hoty jo musalman bhi aik

Thirty Eighth Verse of Jawab e Shikwa English

The great Kaaba, God Almighty and Quran are one,
It would have been splendid if the Muslims were united as a nation.

Firqa bandi hy kaheen aur kahin zaten hain jawab e shikwa english,

Firqa bandi hy kaheen aur kahin zaten hain,
kya zamanay main panapny ki yahi baten hain

Thirty Ninth Verse of Jawab e Shikwa English

Divided in sects and castes is the Muslim of today,
Is this the way to progress in the world?

Kon hy tarik e aain e rasool e mukhtar(SAW), Maslehat waqt ki hy kis kea mal ka mayar

Kon hy tarik e aain e rasool e mukhtar(SAW),
Maslehat waqt ki hy kis kea mal ka mayar

Thirty Ninth Verse of Jawab e Shikwa English

Who is breaking the laws introduced by the Prophet Muhammad(PBUH)?
Whose acts are governed by the needs of the time?

Leave a Reply