faiz ahmed faiz sad urdu poetry

Pages: 1 2 3

Faiz un ko hay taqazaye wafa ham say  jinhen  aashna kay nam say pyara hy begany ka nam(Faiz Ahmed Faiz)

Faiz un ko hay taqazaye wafa ham say
jinhen aashna kay nam say pyara hy begany ka nam(Faiz Ahmed Faiz)

Mery chara gar ko naveed ho saf e dushmna ko khabr kro   jo wo qarz rakhtay thay jan pr hisab aj chuka diya (Faiz Ahmed Faiz)

Mery chara gar ko naveed ho saf e dushmna ko khabr kro
jo wo qarz rakhtay thay jan pr hisab aj chuka diya (Faiz Ahmed Faiz)

Phir jurm wafa dekhiye kis kis p hy sabit   wo jurm khata kar sar e dar kharay hain (Faiz ahmed Faiz)

Phir jurm wafa dekhiye kis kis p hy sabit
wo jurm khata kar sar e dar kharay hain (Faiz ahmed Faiz)

Taweel raton main bhi qarar ko tarsay   tery nigah kisy ghamgusar ko trsay (Faiz Ahmed Faiz)

Taweel raton main bhi qarar ko tarsay
tery nigah kisy ghamgusar ko trsay (Faiz Ahmed Faiz)

Rawish rawish hay wahi intazar ka mosam   nahi hay koi bhi (mosam bahar ka mosam (Faiz Ahmed Faiz)

Rawish rawish hay wahi intazar ka mosam
nahi hay koi bhi (mosam bahar ka mosam (Faiz Ahmed Faiz)

Tumhary husn say rehty hy hamkanar  nazar   tumhary yad say dil hamkalam rehta hy (Faiz Ahmed Faiz)

Tumhary husn say rehty hy hamkanar
nazar tumhary yad say dil hamkalam rehta hy (Faiz Ahmed Faiz)

Taweel raten abhi tak taweel hain pyary   udas aankhen tery deed ko tarsty hain (Faiz Ahmed Faiz)

Taweel raten abhi tak taweel hain pyary
udas aankhen tery deed ko tarsty hain (Faiz Ahmed Faiz)

Sheikh sahib say rasm o rah na ki   shukar hy zindgy tabah na ki (Faiz Ahmed Faiz)

Sheikh sahib say rasm o rah na ki
shukar hy zindgy tabah na ki (Faiz Ahmed Faiz)

Pages: 1 2 3

2 comments for “faiz ahmed faiz sad urdu poetry

Leave a Reply