Faiz Ahmed Faiz Famous Urdu Poetry

Pages: 1 2 3 4 5 6 7


Jahan dil main kam aty hain tadbeeren na tazeren   yahan peman tasleem o raza aisay nahi hota (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)

Jahan dil main kam aty hain tadbeeren na tazeren
yahan peman tasleem o raza aisay nahi hota (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)


Na janay kis liye umeedwar betha hun   ik aisy rah p jo tery rah guzr bhi nahi (Faiz Ahmed Faiz)

Na janay kis liye umeedwar betha hun
ik aisy rah p jo tery rah guzr bhi nahi (Faiz Ahmed Faiz)


gar bazi ishq ki bazi hy jo chaho laga do dar kesa   gar jeet gaye to kia kehna, haray bhi to bazi mat nahi (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)

gar bazi ishq ki bazi hy jo chaho laga do dar kesa
gar jeet gaye to kia kehna, haray bhi to bazi mat nahi (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)


Phir jurm wafa dekhiye kis kis p hy sabit   wo jurm khata kar sar e dar kharay hain (Faiz ahmed Faiz)

Phir jurm wafa dekhiye kis kis p hy sabit
wo jurm khata kar sar e dar kharay hain (Faiz ahmed Faiz)


Khuda wo waqt na laye k sogwar ho tu   sakun ki neend tuj bhi haram ho jaye (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)

Khuda wo waqt na laye k sogwar ho tu
sakun ki neend tuj bhi haram ho jaye (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)


Rawish rawish hay wahi intazar ka mosam   nahi hay koi bhi (mosam bahar ka mosam (Faiz Ahmed Faiz)

Rawish rawish hay wahi intazar ka mosam
nahi hay koi bhi (mosam bahar ka mosam (Faiz Ahmed Faiz)


Medan wafa darbar nahi  yan nam o nasb ki poch kahan  (Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)

Medan wafa darbar nahi yan nam o nasb ki poch kahan
(Faiz Ahmed Faiz- Love Poetry)


Sheikh sahib say rasm o rah na ki   shukar hy zindgy tabah na ki (Faiz Ahmed Faiz)

Sheikh sahib say rasm o rah na ki
shukar hy zindgy tabah na ki (Faiz Ahmed Faiz)


1 comment for “Faiz Ahmed Faiz Famous Urdu Poetry

Leave a Reply