Ahmed Faraz Urdu Social Poetry

Pages: 1 2 3 4 5

Mery charagh to sooraj k ham asar niklay, ghalat that ab kay tery andhyon ka takhmeena

Mery charagh to sooraj k ham asar niklay,
ghalat that ab kay tery andhyon ka takhmeena


Phir aj dana e gandum kay silsilay main faraz,  kisi khuda nay mery khald bech daly hy

Phir aj dana e gandum kay silsilay main faraz,
kisi khuda nay mery khald bech daly hy


Pukartay rahay mehfooz kashtiyon walay,  main doobta huwa darya k par utar bhi gya

Pukartay rahay mehfooz kashtiyon walay,
main doobta huwa darya k par utar bhi gya


Usay bhi ham nay ganwaya tery khushi k liye,  tuj bhi dekh lia hy aray zamanay ja

Usay bhi ham nay ganwaya tery khushi k liye,
tuj bhi dekh lia hy aray zamanay ja


Tum takaluf ko bhi ikhlas samajty ho faraz , dost hota nhy har hath milany wala

Tum takaluf ko bhi ikhlas samajty ho faraz
, dost hota nhy har hath milany wala


Tor in kohna rasoomat kay bandhan warna,  jeetay g mot kay zindan main utar jaye gy

Tor in kohna rasoomat kay bandhan warna,
jeetay g mot kay zindan main utar jaye gy


Soch maflooj hy halat kay zindanon main,  aqal pay talkh hawadis kay giran talay hain

Soch maflooj hy halat kay zindanon main,
aqal pay talkh hawadis kay giran talay hain

Leave a Reply