Ahmed Faraz Sad Urdu Poetry

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16

Shama ki lo thy k wo tu tha magar hijr jy rat, der tak rota raha koi sarhany mery

Shama ki lo thy k wo tu tha magar hijr jy rat,
der tak rota raha koi sarhany mery


Shab e faraq to kat’ty nazar nahi aty, khayal yar main ao faraz so jayen

Shab e faraq to kat’ty nazar nahi aty,
khayal yar main ao faraz so jayen


Samjha rahay thay mujh ko sabhi nasehan shehr, phir rafta rafta khud usy qatil k ho gye

Samjha rahay thay mujh ko sabhi nasehan shehr,
phir rafta rafta khud usy qatil k ho gye


Samaye phir na dunya ki nazar main, na janay kis bulandy say giry hain

Samaye phir na dunya ki nazar main,
na janay kis bulandy say giry hain


Ro rahay hain k aik adat hy, warna itna nahi milal hamen

Ro rahay hain k aik adat hy,
warna itna nahi milal hamen


Ro para hu to koi bat he aisy ho gy, main k waqif tha tery hijr k adas say bhi

Ro para hu to koi bat he aisy ho gy,
main k waqif tha tery hijr k adas say bhi


Qurbaton main bhi judaye k zamany mangay, dil wo be mehr k ronay k bahany mangay

Qurbaton main bhi judaye k zamany mangay,
dil wo be mehr k ronay k bahany mangay


Phir yun huwa k gher ko dil say lga liya, andar wo nafraten then k bahir k ho gye

Phir yun huwa k gher ko dil say lga liya,
andar wo nafraten then k bahir k ho gye

Leave a Reply