Ahmed Faraz Sad Urdu Poetry

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16

Apny mehroomy k ehsas say sharminda hu, khud nahi rakhtay to auron k bujhaty hain charagh

Apny mehroomy k ehsas say sharminda hu,
khud nahi rakhtay to auron k bujhaty hain charagh


Aj tak un say rah o rasm chali jaty hy,  jis say kuch pehlay tawaq thy na ab hy koi

Aj tak un say rah o rasm chali jaty hy,
jis say kuch pehlay tawaq thy na ab hy koi


Aj ik aur bars beet gya us k bgher, jis k hoty huwy hoty thy zamany mery

Aj ik aur bars beet gya us k bgher,
jis k hoty huwy hoty thy zamany mery

Aisy tareqyan ankhon main basi hain k faraz, rat to rat hy ham din ko bhi jalaty hain charagh

Agar kisay say marasim barhany lagtay hain, tery faraq k din yad anay lagtay hain

Agar kisay say marasim barhany lagtay hain,
tery faraq k din yad anay lagtay hain


Ab to hamen bhi tarq e marasim ka dukh nahi, par dil ye chahta hy k aghaz tu kary

Ab to hamen bhi tarq e marasim ka dukh nahi,
par dil ye chahta hy k aghaz tu kary


Ab tak dil khush fehm ko tuj say hain umeden, ye akhry shamen bhi bujhany k liye a

Ab tak dil khush fehm ko tuj say hain umeden,
ye akhry shamen bhi bujhany k liye a


Ab na wo main na wo tu hy na wo mazy hy, jesy do shakhs tamana kay sarabon main milen

Ab na wo main na wo tu hy na wo mazy hy,
jesy do shakhs tamana kay sarabon main milen

Leave a Reply