Ahmed Faraz Sad Urdu Poetry

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16

Ham bhary shehron main bhi tanha hain janay kis tarha,  log weranon main kar lety hain peda ashna

Ham bhary shehron main bhi tanha hain janay kis tarha,
log weranon main kar lety hain peda ashna


Go tark e taluq tha magar jan pay bany thy, martay jo tuj yad na kartay koi din aur

Go tark e taluq tha magar jan pay bany thy,
martay jo tuj yad na kartay koi din aur


Go dukhy dil ko bohat ham nay bachaya phir bhi, jis jaga zakhm hon wan chot sada lagty hy

Go dukhy dil ko bohat ham nay bachaya phir bhi,
jis jaga zakhm hon wan chot sada lagty hy


Ghaneemant hy jo hans k bat kar len, hamen mat cherye ham sar phiry hain

Ghaneemant hy jo hans k bat kar len,
hamen mat cherye ham sar phiry hain


Gham e dunya bhi gham e yar main shamil kar lo, nasha barhta hy sharaben jo sharabon main milen

Gham e dunya bhi gham e yar main shamil kar lo,
nasha barhta hy sharaben jo sharabon main milen

Ghalt hy jo sun par azma kar, tuj aye bewafa dekha na jaye

Garcha ab qurb ka imkan hy boht kam phir bhi, kahen mil jayen to tasweer numa ho jana

Garcha ab qurb ka imkan hy boht kam phir bhi,
kahen mil jayen to tasweer numa ho jana


Din ka dhaltay he ujar jaty hain ankhen aisay, jis trha sham ko bazar kis gaon ka

Din ka dhaltay he ujar jaty hain ankhen aisay,
jis trha sham ko bazar kis gaon ka

Leave a Reply