Ahmed Faraz Sad Urdu Poetry

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16

Ahmed Faraz Sad Urdu Poetry: This is a vast collection of Ahmed Faraz’ sad Urdu Poetry from amongst his best Urdu poetry. He is poet that rules the hearts of all lovers and sad poetry followers. The verses included in this segment have been enriched with beautiful background pictures and graphics to add to the already prevailing and impressing themes of Ahmed Faraz’ sad poetry and ‘shaery’. We love Ahmed Faraz and the ghazals and Nazams he has written to commemorate the feelings of the hearts that are broken by the harsh attitude of the beloved. He also captures the smooth process by which the princess of our dreams ensnares our past and present in the lock of her hair. Extremely inspiring Urdu Poetry:

Ye kya k aik teer malamat na seh sakay, hony hy ku ba ku abhi ruswaye dosto

Ye kya k aik teer malamat na seh sakay,
hony hy ku ba ku abhi ruswaye dosto


Ye jan jo kari dhoop main jalty rahi barson, auron ky liye saya e deewar bani thy, Ahmed Faraz sad Urdu Poetry

Ye jan jo kari dhoop main jalty rahi barson,
auron ky liye saya e deewar bani thy


Ye intaqam bhi lena tha zindgi ko abhi, jo log dushman e jan thy wo ghamgusar huwy

Ye intaqam bhi lena tha zindgi ko abhi,
jo log dushman e jan thy wo ghamgusar huwy


Ye fasla jo para hy kabhi guman main na tha, k ab ky bar zamana bhi darmyan main na tha

Ye fasla jo para hy kabhi guman main na tha,
k ab ky bar zamana bhi darmyan main na tha


Ye bhi mumkin hy k ik din pasheman ho kar, tery pas aye zamanay say kinara kar lay

Ye bhi mumkin hy k ik din pasheman ho kar,
tery pas aye zamanay say kinara kar lay


Yahi dil tha k tarsta tha marasim k liye, ab yahi tark e taluq k bahany mangy

Yahi dil tha k tarsta tha marasim k liye,
ab yahi tark e taluq k bahany mangy


Wo lakh zod framosh ho faraz magar, usay bhi muj ko bhulany main ik zamana laga

Wo lakh zod framosh ho faraz magar,
usay bhi muj ko bhulany main ik zamana laga


Wo ajnabi tha to kyu muj say pher kar ankhen, guzar gya kisy dereena ashna ky trha

Wo ajnabi tha to kyu muj say pher kar ankhen,
guzar gya kisy dereena ashna ky trha

Leave a Reply